Khuda mere khuda song is from and it is sung by , and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shekher Shetty. This song was released on 25 Jun 2010.
Khuda mere khuda


Lamha yeh khaas hai
Jaaga jaaga naya ehsaas hai
Jisaki talaash hai
Yehi kahin mere paas hai
Lamha yeh khaas hai
Jaaga jaaga naya ehsaas hai
Jisaki talaash hai
Yehi kahin mere paas hai


Jaane kaise kab kahan dil gaya
Lagey jaise khwab se mil gaya
Deewana bekhabar
Huya kyun besabar
Bata de yeh bataa
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda


Aise tanhaiyan yaadon ko chal gayi
Jaise khwabon mein dhal gayi
Aise parchaiyan jadoo sa chal gayi
Deke masti ka pal gayi


Tere nazaron ne
jo chua chua chua
Hai bikhra ishq ka dhua
Deewana bekhabar
Huya kyun besabar
Bata de yeh bataa
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda


Main to main to chahat ke
Manzar mein beh gaya
Bin kahe har sab kuch keh gaya
O dard e betaabi
aise main seh gaya
Milke bhi tanha reh gaya
Haan rehna hai rehna hai
Tere baahon mein rehna hai
Rehna hai rehna hai
Teri chaon mein
Deewana bekhabar
Huya kyun besabar
Bata de yeh bataa
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda
Khuda mere khuda.