KHUD SE JUDAH Lyrics - Shrey Singhal
2018 TSeries
About this song
- Song Credits :
- ♪Song: Khud Se Judah
- ♪Singer: Shrey Singhal
- ♪Music: Shrey Singhal
- ♪Lyrics: Shrey Singhal
- ♪Remixed: Dj Syrah
- ♪Music Label: T-Series
- Video by: Ben Peters
- Programmed By: Kiran Kamath
Lyrics
Raaste khushfehmiyan
Ab reh gaye hain darmiyaan
Maine pyar tujhse hai kiya
Tanha tere bin main rahaaManzilein hain farebiyaan
Jo asar tera mujhpe huaa
Ke tera mera pyar
kyun yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan
tera deedar karda rawaanGuzaare thhe jo pal
Paa ke tujhe darbadar
Ke tune mera dil
Khud se judah kar diyaTum hi ho paas mere
Tum hi thhe saath mere
Tumse hi haasil huaa
Mujhko mera pataaChaaha jo tumko sadaa
Paaya yun khud ko zaraa
Lamhe woh dhoondun kahaan
Itna mujhe bataaYeh ishq toh laazmi hai
Har dard mein tu basi hai
Saanson ko teri kami hai
*Dhadkanein hain shiqayatein
Kyun tham gaye ye dil yahaanKe tera mera pyar
Kyun yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan
Tera deedaar karda rawaanGuzaare the jo pal
Paa ke tujhe darbadar
Ke tune mera dil
Khud se judah kar diya
Ab reh gaye hain darmiyaan
Maine pyar tujhse hai kiya
Tanha tere bin main rahaaManzilein hain farebiyaan
Jo asar tera mujhpe huaa
Ke tera mera pyar
kyun yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan
tera deedar karda rawaanGuzaare thhe jo pal
Paa ke tujhe darbadar
Ke tune mera dil
Khud se judah kar diyaTum hi ho paas mere
Tum hi thhe saath mere
Tumse hi haasil huaa
Mujhko mera pataaChaaha jo tumko sadaa
Paaya yun khud ko zaraa
Lamhe woh dhoondun kahaan
Itna mujhe bataaYeh ishq toh laazmi hai
Har dard mein tu basi hai
Saanson ko teri kami hai
*Dhadkanein hain shiqayatein
Kyun tham gaye ye dil yahaanKe tera mera pyar
Kyun yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan
Tera deedaar karda rawaanGuzaare the jo pal
Paa ke tujhe darbadar
Ke tune mera dil
Khud se judah kar diya