Khoya rahu tuzme song is from and it is sung by . Production house of this song is N. J Lalwani Films.It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Naraindas Lalwani. This song was released on 11 Jan 2019.
Movie - Battalion 609
Singer - Javed Ali
Music - Shailendra Sayanti
Lyricist - Sanjay Mahendra Pachori
Cast - Shoaib Ibrahim, Vishwas Kini, Sparsh Sharma, Jashan Kohli, Kiaan, Vicky Ahuja & Manish R Sharma
Main kya kahoon aab tere
Khoya rahoon tujhme ye saara din
Raatein katoon aab toh main taare gin
Jeena lage aab kahin tere bin
Haye kya karoon ?
Ye dil tera kahe kya?
Mujhko bata main kya karoon?

Ajnabi, ajnabi si koi chaha hai
Makhmali, makhmali si koi aaha hai

Ajnabi, ajnabi si koi chaha hai
Makhmali, makhmali si koi aaha hai
Main ishq ke dariya mein bah gaya
Jo pahle tha aab na woh rah gaya

Teri parchaiyan khwab mein
Teri rahnaiyan rahon mein
Teri sahnaiyan aahon mein
Haye kya karoon ?
Ye dil tera kahe kya?
Mujhko bata main kya karoon?