Khoya Khoya Lyrics - Athiya Shetty | Sooraj Pancholi | Mohit Chauhan | Priya Panchal
in Albums
Watch the Video
Song Information
Lyrics
Teri aahaton mein jee lunga
Teri chahaton mein jee lunga
Jo paake bhi na paa sakoon
Teri dhadkanon mein jee lunga
Phir har ghadi yeh dil tera
Kyun dekhe mujhe
Ki do jahan ko paa liya ho
Paa ke tujhe main Khoya khoya
Mann khoya khoya
Jo paya tujhe
Main khoya khoya
Ho khoya khoya dil
Khoya khoya
Jo paaya tujhe
Main khoya khoya
(Khoya..)
Ho ishq hai darmiyaan
Phir kyun hain dooriyan
Na chu sakun main
Naa mud sakun
Tujh mein kahin hoon main
Phir bhi nahin hoon main
Naa main rukun na chal sakoon
Aur ab chale kahi door jahan
Baahon ke nashe mein ho choor jahan
Khoya khoya mann khoya khoya
Jo paaya tujhe
Main khoya khoya
Ho khoya khoya dil
Khoya khoya
Jo paaya tujhe
Main khoya khoya
(Khoya khoya...)
Aankhon se teri aankhein milaun
Apni hi nazaron se
Chupta hun main
Chaahat mein teri
Jaadu ye kaisa
Banta bhi hoon
Aur mittha hoon main
Agar main mit bhi jaaun
Saath saath chalna mujhe
Ke do jaha ko paa liya ho
Paa ke tujhe main Khoya khoya
Mann khoya khoya
Jo paya tujhe
Main khoya khoya
Ho khoya khoya dil
Khoya khoya
Jo paaya tujhe
Main khoya khoya