Rooh se behti huyi dhoon ya ishare de Kuch mere raaz tere raaz awara se
Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan (x2)
Tedhe mede raaste hain Jaaduyi imaaratein hain Main bhi hoon tu bhi hai yahaan
Khoyi soyi sadkon pe Sitaron ke kandhon pe Hum naachte udte hain yahaan
Kho gaye hum kahan Rangon sa ye jahan (x2)
So gayi hain ye saanse sabhi Adhoori si hai kahani meri
Phisal jaaye bhi toh darr na koi
Ruk jaane ki zaroorat nahi
Kagaz ke parde hain Taale hain darwazo pe Paani mein doobe huwe Khwab alfazon ke
Kho gaye hum kaha Rangon sa ye jaha (x2)
Tedhe mede raaste hain Jaaduyi imaaratein hain Main bhi hoon tu bhi hai yahaan
Khoyi soyi sadkon pe Sitaron ke kandhon pe Hum naachte udte hain yahaan