Khile Na Kagaz Ka Kabhi Phool Lyrics - Jeetendra | Kishore Kumar
1977
Lyrics
khile na kagaz ka kabhi phul burai udti bankar dhool
fiza me phul khilana hai ke jiwan ko mahkana hai
khile na kagaz ka kabhi phul

so bato ki ek bat hai bat suno re bhaiya
sach ka beda par lage hai jhuth ki dube naiya
jo hai sacha ek insan hai uski muthi me bhagwan
ke man ko ye samjhana hai dukho me bhi muskana hai
khile na kagaz ka kabhi phul
sach ka beda par lage hai jhuth ki dube naiya
jo hai sacha ek insan hai uski muthi me bhagwan
ke man ko ye samjhana hai dukho me bhi muskana hai
khile na kagaz ka kabhi phul
tute tare apne piche jaye chhod lakire
mitte mitte ban jati hai mehnat se takdire
leke suraj apne sath chand ke hath me lekar hath
andhera dur hatana hai sawera dhund ke lana hai