Khayalon ki duniya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 05 Jun 2013.
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro
Main har pal usse yaad
Karta hoon yaaro
Yaad karta hoon yaaro
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro
Main har pal usse yaad
Karta hoon yaaro
Yaad karta hoon yaaro
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro


Meri daastan kal
Sunega zamana
Meri daastan kal
Sunega zamana
Meri daastan kal
Sunega zamana
Meri daastan kal
Sunega zamana
Jise raat din aaj
Likhta hoon yaaro
Jise raat din aaj
Likhta hoon yaaro
Main har pal usse yaad
Karta hoon yaaro
Yaad karta hoon yaaro
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro


Woh hamse bahot door
Hai phir bhi aksar
Woh hamse bahot door
Hai phir bhi aksar
Woh hamse bahot door
Hai phir bhi aksar
Woh hamse bahot door
Hai phir bhi aksar
Palak bas jhapkte hi
Milta hoon yaaro
Palak bas jhapkte hi
Milta hoon yaaro
Main har pal usse yaad
Karta hoon yaaro
Yaad karta hoon yaaro
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro


Rahoon laakh khushiyon
Ke mele me phir bhi
Rahoon laakh khushiyon
Ke mele me phir bhi
Rahoon laakh khushiyon
Ke mele me phir bhi
Rahoon laakh khushiyon
Ke mele me phir bhi
Alag sab se hi to main
Lagta hoon yaaro
Alag sab se hi to main
Lagta hoon yaaro
Main har pal usse yaad
Karta hoon yaaro
Yaad karta hoon yaaro
Khayalon ki duniya me
Rehata hoon yaaro.