khaul khaul ke sine me bahta haijo lava ban ke wo rakt hai shashakt haitrahi trahi jisne machayi kahta itihasgawah ban ke wo rakt hai sarwaqt haipaap punya ki kya paribhashakrodh jaane pratishodh ki bhashaaaj ke bharat ki mahabharat me duba kurukshetr hairakt charitra hai, rakt charitra hairakt charitra hai, rakt charitra hairakt charitra hailath path kar de ranbhumi ko ye talwar ki tej sekahi sir chadta rajtilak, kahi jalti mrityu sej pekahi kurbani kahi balidani, dekar maya mukt haisadiya biti yug yug bitey, na badla wo rakt haina badla wo rakt hai, ek hi rag rag rag me behtafir bhi bhed bhav hai sehta, chhuda hai isse har ek rishtayahi shatru yahi mitar hai
rakt charitra hai, rakt charitra hairakt charitra hai, rakt charitra haibadle ki aahuti me, gir ke rakt ki bhabhuti banke agni jal utthi, swahahai akhand hai prachand banke jab ye mrityudandgirta rakt kund me hai, swahabadle ki aahuti me, gir ke rakt ki bhabhutibanke agni jal utthi, swahahai akhand hai prachand banke jab ye mrityudandgirta rakt kund me hai, swahapran me hai rakt charitra, jaan me hai rakt charitrasakhya me hai rakt charitra, nash me hai rakt charitralok me hai rakt charitra, bhog me hai rakt charitraiske bina to kuch bhi na pavitr hairakt charitra hai, rakt charitra hairakt charitra hai, rakt charitra hairakt charitra hai, rakt charitra hai