खता Khata Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan
2022 Bcc Music Factory
About this song
- Producer:- Amit Majithia
- Label:- BCC Music Factory
- Project by:- Occasionz360[MANISH]
- Singer:- Rahat Fateh Ali Khan
- Male Lead:- Gautam Gulati
- Female Lead:- Iqra Ahmad(Neha)
- Lyrics & Composition:- Bhalurapper
- Music:- Waqas Ali
- Video director - Savio Sandhu
- Dop - Honey Cam
- Chief Ad - Rajvir Maan
- Edit - Gobindpuria
- DI & Grade - Garlic bean
- Assistant - Jagjeet Maan
- Child Artist - Arham
- Line Producer - Third Eye
- Production Head - Faheem Rahiman
- Assit Production - Asif
- Camera & Light Team - Light & Light
- Steady Cam - Yash
- Make-up - Skipri
- Costume designer - Manvir Gill
- Hair - Spritz dubai
- Spot Team - Tanshi
- Location - Dubai & La Mer
- Supervision - MK Films ( Manish Khari )
Lyrics
Jaan joh gaye the gam hi milenge
Dard hi sahenge iss safar mein
Badhte rahe yoon ruk na gaye kyun
Chalte rahe isi dagar mein
Dard hi sahenge iss safar mein
Badhte rahe yoon ruk na gaye kyun
Chalte rahe isi dagar mein
Jaane kyun dil ko
Bekarar karte rahe
Bekarar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri raaho mein baithe huye
Manjil bhula hi baithe the hum
Sab tha galat joh usko sahi
Khud se bhala kyun kehte the hum
Manjil bhula hi baithe the hum
Sab tha galat joh usko sahi
Khud se bhala kyun kehte the hum
Sachh ka hi kyun
Inkar karte rahe
Inkar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Maine ishq kiya re
Tune mujhko dard diya
Kya yeh hak tha mera
Joh aisi mili hai saja
Tune mujhko dard diya
Kya yeh hak tha mera
Joh aisi mili hai saja
Bhool gaye hai usko
Woh joh teri thi ada
Mera apna naseeb
Joh bhi mujhko mila
Woh joh teri thi ada
Mera apna naseeb
Joh bhi mujhko mila
Rehta tha gum tujhme sanam
Dil ko kabhi bhi roka nahi
Hoga kya mera hoke juda
Socha tha aisa kabhi hoga nahi
Dil ko kabhi bhi roka nahi
Hoga kya mera hoke juda
Socha tha aisa kabhi hoga nahi
Aisa yakeen kyun
Har baar karte rahe
Har baar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Teri khata nahi mera gunaah hai ye
Kyun tujhpe aitbar karte rahe
Mar chuki hai woh mohabbat
Joh tujhe ki thi kabhi
Teri nishaani mere paas
Abhi bhi jinda hain.
Joh tujhe ki thi kabhi
Teri nishaani mere paas
Abhi bhi jinda hain.