Halki halki aahein bharnaTakiye mein sar de ke dheeme dheemeSargoshi mein baatein karnaPagalpan hai aise tumpe marnaUbla ubla kyun lagta hai?Ye badan, ye jalan tto khamakha nahi, khamakha nahiYe khalish jo hai, wo khamakha nahiHaan tapish tto hai, par khamakha nahi (x2)Jo nahi kiya, kar ke dekhnaSaans rok ke, mar ke dekhna (what a line…)Ye bewajah, besabab, khamkha nahiYe khamakha nahiYe khamakha nahiYe khamakha nahiSaari saari raat ka jagnaKhidki pe sar rakh ke oonghte rehnaUmmeedon ka jalna bujhnaPaagalpan hai aise tumpe marna
Khali khali do aankhon meinYe namak, ye chamak, tto khamakha nahiKhamakha nahiFikr rehti hai jo, khamakha nahiZikr rehta hai jo, khamakha nahiAshq aankhon mein, bhar ke dekhnaAaina kabhi darr ke dekhnaYe bewajah, besabab, khamakha nahiDeewangi sahi, ye khaamakha nahiHaa junoon tto hai, par khamakha nahi…Sada Bhawani tahi jai ho pyaraGauri putra GaneshPaanch dev raksha kare ho pyaraBrahma Vishnu MaheshKasam yo des mera se harya bharya HaryanaSeedhe saade log ade ke doodh dahi ka khanaBolo Ram Ram Ram Ram Ram…Bolo Ram Ram Ram bhai Ram Ram Ram…— by Gulzar