kehne ko jashn-e-bahara hai, ishq ye dekhke hairan hai kehne ko jashn-e-bahara hai, ishq ye dekhke hairan haiphul se khusbu khafa khafa hai gulshan mechupa hai koi ranj fija ki chilman mesare sehme najare hai, soye soye waqt ke dhare haiaur dil me koi khoyi si bate haikehne ko jashn-e-bahara hai, ishq ye dekhke hairan haiphul se khusbu khafa khafa hai gulshan mechupa hai koi ranj fija ki chilman mekaise kahe kya hai sitam, sochate hai ab ye humkoi kaise kahe wo hai ya nahi humarekarte toh hai saath safar, fasale hai phir bhi magarjaise milte nahi kisi dariya ke do kinaarepaas hai phir bhi paas nahi, humko ye gum raas nahiseeshe ki ik diwar hai jaise darmiya
sare sehme najare hai, soye soye waqt ke dhare haiaur dil me koi khoyi si bate haikehne ko jashn-e-bahara hai, ishq ye dekhke hairan haiphul se khusbu khafa khafa hai gulshan mechupa hai koi ranj fija ki chilman mehamne jo tha nagma suna, dil ne tha usako chunaye dastaan hame waqt ne kaisi sunayihum jo agar hai gumgin, wo bhi udhar khush toh nahimulakato me jaise ghul si gayi tanhayimilake bhi hum milate nahi, khilake bhi gul khilate nahiaankho me hai bahare, dil me khijasare sehme najare hai, soye soye waqt ke dhare haiaur dil me koi khoyi si bate haio ho kehne ko jashn-e-bahara hai, ishq ye dekhke hairan haiphul se khusbu khafa khafa hai gulshan mechupa hai koi ranj fija ki chilman me