Kehna hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Lalit Kapoor, Raju Narula. This song was released on 01 Aug 2003.
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Rehna hai saath tere warna
Duniya mein rehna nahin
Pyaar karte humko jeena
Pyaar karte humko marna
Gham judaai ka humko sehna nahin


Duniya se darna nahin
Yaar pyaar karna nahin
Nazrein chura ke sanam
Humko guzarna nahin
Doobna hai saahilon par
Jhumna hai manzilon par
Yunhi dariyaan mein behna nahin
Kahna hai aaj tujhse phir
Kisi se yeh kehna nahin
Kahna hai aaj tujhse phir
Kisi se yeh kehna nahin


Mausam ki angdaaiyaan
Dil ki yeh tanhaaiyaan
Aa pass aa hone de
Duniya mein ruswaaiyaan
Zindagi ne phool baate
Chun liye hai hum ne kaante
Haar phoolon ka pehnna nahin
Kahna hai aaj tujhse phir
Kisi se yeh kehna nahin
Rehna hai saath tere warna
Duniya mein rehna nahin
Pyaar karte humko jeena
Pyaar karte humko marna
Gham judaai ka humko sehna nahin.