keh bhi de tere dil me jo haiha tu keh bhi de ae zindagihasrate laayi jo dhundh ke, tu ise rakh bhi le ab yahikeh bhi de tere dil me jo haiha tu keh bhi de ae zindagihasrate laayi jo dhundh ke, tu ise rakh bhi le ab yahiin khwahisho me kitne armaan hai chhupekhwaabo ne jo basaaye wo jahaan hai chhupeankahe lafz hai, kaise bole zubaanmeri khamoshiya hi hain mera bayaanhai yeh ehsaas ke tu mere rubaruzindagani meri mujhse kar guftagusaari farmaayishe hai tere waastemod de mere dil ki taraf tu raasteaa bhi jaa, aankho se meri tu guzar jaa zara
keh bhi de tere dil me jo haiha tu keh bhi de ae zindagihasrate laayi jo dhundh ke, tu ise rakh bhi le ab yahiis jagah aa gayi hai meri chahatezikra deta hai tera mujhe raahatefaasla darmiya rooh ka mitne lagakurbato se teri main lipatne lagaab yahi hai junun ke tujhse main miluumra bhar ab inhi raasto par main chalumeharbaan, dil ko sukun hai tujhi se milakeh bhi de tere dil me jo hai, ha tu keh bhi de ae zindagihasrate laayi jo dhundh ke, tu ise rakh bhi le ab yahiab so bhi jaa, ye dil mera mujhse kahemujhe khwaab ki aagosh me rab se kaheab so bhi jaa, ye dil mera mujhse kahemujhe khwaab ki aagosh me rab se kahe