Bheed mein bhi hum tanha raheTere gham ne yeh haalat kar diKabhi khud ke liye kuchh soch sakeinItni bhi nahi fursat diAakhon ki talash jo hai woh hai tera chehraDhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajahMain hoon shaakh se ab koyi patta toota huaMujhko yeh hawayein udaati phirein har jagahKe bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahiNa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahiAakhon ki talash jo hai woh hai tera chehraDhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajahMain hoon shaakh se ab koyi patta toota huaMujhko yeh hawayein udaati phirein har jagahKe bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahiNa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahiChaahe jitne bhi aansoo baheinSaansein seene mein chubhti raheinMuskura kar har gham saheDil se ho kam kabhi na yeh dard teraPhool jaisa lage har zakhm tera haanInko mujhko to seena nahinKe bin tere jeena nahi
Aakhon ki talash jo hai woh hai tera chehraDhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajahMain hoon shaakh se ab koyi patta toota huaMujhko yeh hawayein udaati phirein har jagahKe bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahiNa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahiBheed mein bhi hum tanha raheTere gham ne yeh haalat kar diKabhi khud ke liye kuchh soch sakeinItni bhi nahi fursat diTeri yaadon mein har pal kateKhud se teri hi baatein kareinDil khizaon sa banjar raheHumko manzoor hai har sitam teraBerukhi bhi teri bewafapan teraJaam kushiyon ka peena nahiKe bin tere jeena nahiAakhon ki talash jo hai woh hai tera chehraDhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajahMain hoon shaakh se ab koyi patta toota huaMujhko yeh hawayein udaati phirein har jagahKe bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahiNa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahiKe bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahiNa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi