Kaun Ho Tum Jo Dil Mein Lyrics - Mashooq | Tabu | Ayub Khan | Raza Murad | Abhijit | Kavita Krishnamurthy
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kaun ho tum jo dil mein song is from Mashooq (1992) and it is sung by Abhijit and Kavita Krishnamurthy.It stars Tabu, Ayub Khan, Raza Murad, Kiran kumar in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). It is produced by Humayun Mirza, Mahrukh Mirza, Shahrukh Mirza. This song was released on 10 Jul 1992.
Lyrics
Kaun ho tum jo dil mein samaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Kaun ho tum jo dil mein samaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar
Kaun ho tum jo dil mein samay jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Tum kiska pyaar ho jawab do sanam
Tum kiska pyaar ho jawab do sanam
Kiska karar ho jawab do sanam
Main dewaana pyaar ka hoon
Pyaar ki kasam
Kaun ho tum jo dil mein samaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Kaun ho tum jo dil mein samaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Tum jaisa dil nasheen nahin koi nahin
Ho tum jaisa dil naseen nahin koi nahin.
Dekha suna kahi nahin kahi nahin
Lakho chehre hamne dekhe aapsa nahin
Kaun ho tum jo dil mein samaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Kaun ho tum jo dil mein samaye jate ho
Pehli nazar mein apana banaye jate ho
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar
Mein hoon pyaar mein hoon pyaar
Pyaar hi pyaar pyaar hi pyaar.