Chipak-chapak ke chalti hainKabhi kabhi do raaheinJude-jude kuch aise ki laga ho jaise gumDouble-double hoti thi jo kabhi-kabhi taqleefeinKisi ke sang mein chalne se hui half se kumHo tera-mera, mera-teraTera-mera, mera-tera qissa atrangiKabhi-kabhi chalti haiKabhi-kabhi rukti kahani bedhangiKashmir main tu KanyakumariNorth-South ki kat gayi dekho doori hi saariKashmir tu main kanyakumariFifty-fifty har situation mein hissedariEk taraf to jhagda hai, saath phir bhi tagda haiDo kadam chalte hain to lagta hai aath hainDo tarah ke flavour, sau tarah ke tevarDar-badar firtein hain ji phir bhi apni thaath haiKabhi-kabhi chale seedhe, kabhi mud jaayeinKabhi-kabhi kahin tootein, kahin jud jaayeinHum sham-sahar keChaaron pahar keMood mein dhal jaayeinKashmir main, tu KanyakumariUttar ne dakshin ko aflatoon aankh maariKashmir tu, main Kanyakumari
Tel bechne jaaye toh phir yeh duniya saariHey hey…Main zara sa puncture to tu hawa ke jaisi haiSath ho to pahiye taqdeeron ke tight hoBulb ban jaaun main aur tu switch ban jaaBhaad mein jaaye duniya apni batti light hoKabhi-kabhi chale seedhe kabhi mud jaayeinKabhi-kabhi paidal kabhi ud jaayeinHumein dekh zamane walon ki chaahe naak sikud jayeKashmir main, tu KanyakumariHalke-fulke packet mein dekho mushqil bhariKashmir tu, main KanyakumariHindi mein gustakhi hai to English mein sorryChipak-chapak ke chalti hainKabhi kabhi do raaheinJude-jude kuch aise ki laga ho jaise gumDouble-double hoti thi jo kabhi-kabhi taqleefeinKisi ke sang mein chalne se hui half se kumHo tera-mera, mera-teraTera-mera, mera-tera qissa atrangiKabhi-kabhi chalti haiKabhi-kabhi rukti kahani bedhangiKashmir main, tu KanyakumariNorth-South ki kat gyi dekho doori hi saariKashmir tu, main KanyakumariFifty-fifty har situation mein hissedari