Karm Kaho Qismat Kaho Chaahe Kaho Taqadir Lyrics - Asrani | Shabana Azmi | Rajesh khanna | Mukesh
1977
Lyrics
karam kaho kismat kaho chahe kaho taqdeer
pahle bana prarabdhyo pachhe bana sharir
pahle bana prarabdhyo pachhe bana sharir
karm ki gathdi laad ke jag me phire insaan
jaisa kare waisa bhare vidhi ka yahi vidhan
jaisa kare waisa bhare vidhi ka yahi vidhan
karm kare kismat bane jivan ka ye maram
prani tere hath me tera apna karam
prani tere hath me tera apna karam