Kar sabar (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Yuwin, Elwin Shailesh. This song was released on 13 Mar 2016.
Kyun ho raha hai khudmein asar
Bejaan dil ko teri fikar
Kyun ho raha hai khudmein asar
Bejaan dil ko teri fikar


Ab sare ghum hum bhoole magar
Reh jaun tujhmein sari umar


Kar sabar tu kar sabar
Darbadar ka hai safar
Har raah mein tu aaye nazar


Kar sabar tu kar sabar
Darbadar ka hai safar
Har raah mein tu aaye nazar


Kar sabar tu kar sabar


Ye zingdi tu chahat se bhar de
Chhu ke tu mujhko noor sa kar de


Khabon mein tanha aaja sawar ke
Ankhon se tujhko dekhun jee bhar ke
Ab sare ghum hum bhoole magar
Reh jaun tujhmein sari umar


Kar sabar tu kar sabar
Darbadar ka hai safar
Har raah mein tu aaye nazar
Kar sabar tu kar sabar


Haan ye savera mujhmein utar ke
Din ko simat ke kyun jaye guzar ke
Gehra andhera roshan sa kar de
Mujhmein sama ja tu bhi bikhar ke


Ab koi lamha tu toh theher
Meri wafa mein sham-o-seher


Kar sabar tu kar sabar
Darbadar ka hai safar
Har raah mein tu aaye nazar
Kar sabar tu kar sabar.

More songs of Yuwin