Kar de zaraa ishaaraa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
kar de zaraa ishaaraa
tere naam kaa sahaaraa -2
chhaa_ii hu_ii siyaahii
bhatakaa hu_aa hai raahi
sar par khadii tabaahii -2
terii razaa se chamake, duubaa hu_aa sitaaraa
tere naam kaa sahaaraa
anjaam zindagii kaa
dil ko daraa rahaa hai
tuufaan aa rahaa hai -2
tuu hii use bachaa le, duniyaa ne jis ko maaraa
tere naam kaa sahaaraa
kar de zaraa ishaaraa
tere naam kaa sahaaraa