Kanha Kanha Kanha Lyrics - Juhi Chawla | Govinda | Mala Sinha | Anuradha Paudwal

1992

Lyrics

Kaanha kaanha kaanha
Tu hain sab ka maana
Kaanha kaanha kaanha
Tu hain sab ka maana
Teri raadha tujhe pukaare
Mere ghar bhi aana
Kaanha kaanha kaanha
Tu hain sab ka maana
Teri raadha tujhe pukaare
Mere ghar bhi aana
Kaanha kaanha aana
Kaanha kaanha aana

Tu hain baadal main hoon bijuriya
Laagi tose mori nazariya
Tu hain baadal main hoon bijuriya
Laagi tose mori nazariya
Teri raadha tujhe pukaare
Prem sudha barsaana
Kaanha kaanha kaanha
Tu hain sab ka maana
Teri raadha tujhe pukaare
Mere ghar bhi aana
Aana aana aana
Kaanha kaanha aana

Ang lagaake saawari kar de
Aa mujhako tu baawari kar de
Ang lagaake saawari kar de
Aa mujhako tu baawari kar de
Teri raadha tujhe pukaare
Mujhako na tarsaana
Kaanha kaanha kaanha
Tu hain sab ka maana
Teri raadha tujhe pukaare.