Kali kali choome gali gali ghume song is from and it is sung by .It stars Sanjeev Kumar, Leena Chandavarkar and Nazima in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raja Nawathe. This song was released on 30 Jun 1973.
kabhi yaha kabhi waha
kabhi kaha kabhi kaha kabhi kaha
kali kali chume gali gali ghume
kali kali chume gali gali ghume
bhawara beiman bhawara beiman
kabhi is bag me kabhi us bag me
kabhi is bag me kabhi us bag me

kali kali chume gali gali ghume
bhawara beiman bhawara beiman
kabhi is bag me kabhi us bag me
kabhi is bag me kabhi us bag me

sakhi tere sath bhi ye bat na ho jaye
kisi bhawre se mulakat ho na jaye
sakhi tere sath bhi ye bat na ho jaye
kisi bhawre se mulakat ho na jaye
o harjai ka pyar so hai etbar
kabhi is phul pe kabhi us phul pe
pe kali kali chume gali gali ghume
bhawara beiman bhawara beiman
kabhi is bag me kabhi us bag me
kabhi is bag me kabhi us bag me

tuhje samjhau kaise preet ki paheli
bada dagebaj hai ye meet o saheli
tuhje samjhau kaise preet ki paheli
bada dagebaj hai ye meet o saheli
wo kre wade hazar lute bahar
kabhi is dal pe kabhi us dal pe
kabhi is dal pe kabhi us dal pe
kali kali chume gali gali ghume
bhawara beiman bhawara beiman
kabhi is bag me kabhi us bag me
kabhi is bag me kabhi us bag me