Kal Dekhe The Lyrics - Dharmendra | Madhavi | Jeetendra | Shabbir Kumar
1989
Lyrics
Kal dekhe the jo bhi sapne
Ho na sake woh pure
Kya hasrat thi kya arma the
Sab rah gaye adhure
Ho na sake woh pure
Kya hasrat thi kya arma the
Sab rah gaye adhure
Kya socha tha, kya ho gaya
Kaha aake huye hum zuda
Sapna sapna
Sapna tu rah gaya sapna
Sapna tu rah gaya sapna.