Kaise kahu song is sung by and . Production house of this song is A.S Vision. This song is penned by and composed by . This song was released on 20 Jul 2021.
Guitars : Britto KC
Tabla & Percussions : Pulkeet Kakkad
Recording Assistant : Mohit Karlwa
Mixing & Mastering: Hanish Taneja
Male Lead Voice - Anirudh Sharma
Kuch baatein ankahi si kheni hai
Dil main dabi sab kehni hai
Mere yaar, mere yaar

Kitni raaton ki woh baatein hai
Barsaton ki woh raatein hai
Mere yaar, mere yaar

Woh dooriyan hai jo mithani hai
Dil ki sabhi baatein batani hai
Mere yaar mere yaar mere yaar

Kya karu kaise kahu
Kya karu kaise kahu
Kya karu kaise kahu
Kya karu kaise kahu

Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi
Yeh khawaboon ki lakeere joh dil ko ek kare

Tere aashkon ki kataro main yeh dil mera ruka
Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga
Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahoon…

Kaise kahu kya karu
Kaise kahu kya karu

Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi
Yeh khawaboon ki lakeere joh dil ko ek kar

Yeh lafzon ki khamoshiyan yun kyun hai
Dil mera yun kyun majboor hai
Mere yaar, mere yaar

Joh lamhe sath guzare hai
Kasam se bahot woh pyare hai
Mere yaar, mere yaar

Yeh teri aankhon ka suroor hai
Dil ko de sukoon hai
Mere yaar, mere yaar

Har pal tere sang yuhi rehna hai
Kasam se yuhi bas rehna hai
Mere yaar, mere yaar

Woh dooriyan joh mitani hai
Dil ki sabhi baatein batani hai
Mere yaar, mere yaar

Kya karu kaise kahu
Kya karu kaise kahu
Kya karu kaise kahu
Kya karu kaise kahu

Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi
Yeh khawaboon ki lakeere joh dil ko ek kare

Tere aashkon ki kataro main yeh dil mera ruka
Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga
Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahoon

Kitni raaton ki woh baatein hai
Barsaton ki woh baatein hai
Taaron ke sheher main dabi
Sabhi woh baatein hai
Ab dil se sabh main kahu

Haaa main kahu sabh main kahu
Haaa main kahu sabh main kahu
Haaa main kahu

Haa main kahu sabh main kahu
Haa main kahu sabh main kahu