Kaise jiyun main song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Apr 2014.
Kaise jiyun main o beliyaan
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya
Mera khayaal hain jeena mohaal hai
Jaan mein jo jaan piya re piya
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya


Dil mein udaasi zehen pareshaan
Charon taraf hain aandhi tufaan
Rooh nahin toh jism hain tera
Meri duniya tujh bin mera
Maine labon ko siya re siya
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya


Raat rupehli tujh bin honge
Subha sunehri tujhko puchhe
Tujh bin ghar chobare suni
Har ek aahat pe mann chauke
Khud ko arpan khud ko arpan
Tujhpe kiya piya re piya
Kaise jiyun main o beliyaan
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya
Har pal maroon main o saathiya.