Kaisa ye dard tera song is from and it is sung by . Production house of this song is Fashion Parade Films. This song is penned by and composed by . It is produced by Kritik Kumar. This song was released on 19 Sep 2021.
Movie - Dilli Kaand
Singer - Harshit Saxena
Music - Shashank Ranjan
Lyricist - Nikhilesh Negi
Arrangers/Programmers - Shashank Ranjan, Ankit Shah & Arijit Chakraborty
Aansu hain aankhon mein
Tu dard ki panah mein
Kya karoon kaun hain
Tere siva iss jahan mein

Kaisa yeh dard tera
Ab bhi jakam hara
Karna fikar sath hoon
Janiyaa haan

Tujhse wazod mera
Tu hi hain meri dua
Jaana na yun iss kaadar
Meri jaaniyaa haan

Aansu hain aankhon mein
Tu dard ki panah mein

Yeh lamha mitt jaaye
Tarpaye naa mein tanha
Rehe jaun loot jaun naa
Khushiyan huyi dua
Tanhai gum mein haa
Kaise jiye tu bata haan

Kaisa yeh dard tera
Ab bhi jakam hara
Karna fikar sath hoon
Janiyaa haan

Tujhse wazod mera
Tu hi hain meri dua
Jaana na yun iss kaadar
Meri jaaniyaa haan

Gum sum bhi hei raani chhayi hain
Khoyi kahin haan parchhayi hain
Gum sum bhi hei raani chhayi hain
Khoyi kahin haan parchhayi hain

Ishq majhaab tu hi khudayi
Kaisi saaja haan tune payi
Kaisa yeh dard tera
Ab bhi jakam hara
Karna fikar saath hoon
Janiyaa haan

Tujhse wazod mera
Tu hi hain meri dua
Jaana na yun iss kaadar
Meri jaaniyaa haan

Aansu hain aankhon mein
Tu dard ki panah mein