Kaho ji tumse achha kon hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 18 Jun 2001.
Kaho ji tumse achha kon hai
Itna dilkash dilruba
Ke maine yu hi to nahi kar
Diya tumh apni jaan or dil fida


Kaho ji tumse achha kon hai
Itna dilkash dilruba
Ke maine yu hi to nahi kar
Diya tumh apni jaan or dil fida
Enayat hai ye apki nawazish hai
Janab ki


Hai kya gazab ki chandni
Tumhari zulfo tale ho
Hai kya gazab ki chandni
Tumhari zulfo tale janam
Ye hai teri nazar ke chanda
Tare khile haye kya ras ki
Bhari baate tumhari hai
Aaj se saari meri raate
Tumhari hai enayat hai
Ye apki nawazish hai
Janab ki


Aaja tujhe lapet lu main
Baaho ki dor mein aaja tujhe
Lapet lu main baho ki dor
Mein kho jaye phir hum aur
Tum isi dil ke shor mein
Haye kya aafat sanam jalwe
Tumhare hai kyu na ho
Dilwale jo aashiq humare
Hai enayat hai ye apki
Nawazish hai janab ki


Aaja piya khadi khadi
Niharu rasta tera
Aaja piya khadi khadi niharu
Rasta tera phooli phali raho
Sada rahe ghar hasta mera
Sajna aang aang mein tum hi
Samaye ho ho ho
Janeman kya zor
Ka kajra lagaye
Ho enayat hai ye apki
Nawazish hai janab ki


Kaho ji tumse achha kon hai
Itna dilkash dilruba
Ke maine yu hi to nahi kar
Diya tumh apni jaan aur dil fida
Enayat hai ye apki
Nawazish hai janab ki.