kahin door jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye, chupke se aayekahin door jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye, chupke se aayemere khayaalon ke aangan mein koi sapno ke deep jalaaye, deep jalaayekahin door jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye, chupke se aayekabhi yu hi, jab huyi bojhal saanse bhar aayi baithe baithe, jab yu hi aankhekabhi yu hi, jab huyi bojhal saanse bhar aayi baithe baithe, jab yu hi aankhetab hi machal ke, pyaar se chal ke
chhuye koyi mujhe par, najar na aaye najar na aayekahin door jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye, chupke se aayedil jaane mere, saare bhed ye gahreho gaye kaise mere, sapne sunharedil jaane mere, saare bhed ye gahreho gaye kaise mere, sapne sunhareye mere sapne, yahi to hain apnemujhse juda na honge, inke ye saaye inke ye saayekahin door jab din dhal jaye saanjh ki dulhan badan churaye, chupke se aaye