Kahani mein mohabbat hai song is from and it is sung by and . This song was released on 11 Feb 2015.
kahani me mohabbat hai
mohabbat me kahani hai
kahani jo likhi humne
wahi sabko sunani hai
sunani hai kahani jo
badi hi vo suhaani hai
mohabbat hai, shararat hai
nazakat hai, jawani hai
jawani me jawano ka
humesha dil dhadakta hai
humesha dil dhadakta hai
koi shola bhadakta hai
koi shola bhadakta hai
nigaahe chaar hoti hai
nigaahe chaar hoti hai
jigar ke paar hoti hai
jigar ke paar hoti hai
to pahle chain jata hai
to pahle chain jata hai
koi sapno me aata hai
vo sapno me jo aata hai
to nindo ki churata hai
vo jo ninde churata hai
to ye dil aah bharta hai
kahani me mohabbat hai
mohabbat me kahani hai
kahani jo likhi humne
wahi sabko sunani hai