kahaan hoon main kahaan hoon main ab
(repeat)
aahein, darr, khushi, raaste kachchi baatein, sachche vaaste kahin pe in sab mein kahaan hoon.. main
maine bhi toh aana tha isi taraf meri bhi toh raahein hain yahin kahin uljhano ke do raahe raaston ki ye baahein aate-jaate poochhti.. main kahaan
kahan hoon main ab kahan hoon main
kahan hoon main ab..
aahein, darr, khushi, raaste kachchi baatein, sachche vaaste kahin pe in sab mein kahan hoon.. main
ooni ooni baadal mein gayi simat jaise main hoon jaadon ki hawaa koi sochun na kya peechhe hai dekhun na jo aage hai
mann ye mera poochhta.. main kahaan…
kahaan hoon main kahaan hoon main ab
(repeat)
yaadein ab zameen, khwahishein.. pakki chaahat, kachchi koshishein.. he.. kahin pe in sab mein kahaan hoon… main