Kafas mein mayyasar song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 31 Jul 2001.
Arz kiya hai
Kafas mein mayyasar sahiyabudana
Kafas mein mayyasar sahiyabudana
Magar aashiyana hain phir aashiyana
Magar aashiyana hain phir aashiyana
Qayamat kisi din yahin se uthegi
Qayamat kisi din yahin se uthegi
Qayamat kisi din yahin se uthegi
Salamat rahe aapka aastana
Salamat rahe aapka aastana


Mulayja farmaiye
Ajab cheez hai daastan-e-mohabbat
Ajab cheez hai daastan-e-mohabbat
Ajab cheez hai daastan-e-mohabbat
Kaho toh haqiqat suno toh fasana
Kaho toh haqiqat suno toh fasana
Kaho toh haqiqat suno toh fasana.