Kadar Jane Na Mora Balam Bedardi Lyrics - Nimmi | Lata Mangeshkar
1956
Lyrics
qadar jane na qadar jane na mora balam bedardi ji
mora balam bedardi qadar jane na ho qadar jane na
mora balam bedardi ji mora balam bedardi
qadar jane na ho qadar jane na
mora balam bedardi qadar jane na ho qadar jane na
mora balam bedardi ji mora balam bedardi
qadar jane na ho qadar jane na
lakh jatan karoon bat na mane ji
bat na mane mera dard na jane

main bhi hoon teri piya
dil bhi hai tera aa bhi ja
kar le bharosa mera kar le bharosa

samajh na aye kaise piya ko manaoon main
keh de to cheer ke dil bhi dikhaoon main