Kabhi To Pura Tol Prani Lyrics
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kabhi to pura tol prani song is from Hamari Yaad Aayegi (1962) .It stars Anand Kumar, Ashok Sharma and Tanuja in leading roles. This song is penned by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) and composed by Snehal Bhatkar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
kabhi to pura tol prani
bhai kabhi to pura tol prani
kabhi to pura tol
tera kya lagega mol
radhe krishan bol mukh se
radhe krishan bol
kaya ka pinjra dole re
kaya ka pinjra dole re
ek saans ka panchhi bole
panchhi kaahe hoth udas
tod na man ki aas panchhi
pinjra lekar ud jaye panchhi
ja saajan ke pass panchhi
main nahi makhan khayo
maiya mori main nahi makhan khayo
maiya mori main nahi makhan khayo
maanat naahi maat yashoda
maanat naahi maat yashoda
nandlal ghabrayo
nandlal ghabrayo
jhatpat makhan nigal gayo
aur munh phir khol dikhayo
aa
main nahi makhan khayo
maiya mori main nahi makhan khayo
tere daya dhram nahi man me
tere daya dhram nahi man me
mukhda kya dekhe darpan me
mukhda kya dekhe darpan me
kaudi kaudi maya jode
kaudi kaudi maya jode
uncha mahal banaye
jab yamraaj bulawa denge
jab yamraaj bulawa denge
sab kuch chhod ke jaye
bhagat sab yahin dhara raha jaye
bhagat jab
bolo ram ho jaye