Kabhi na mitega mera pyaar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1992.
Kabhi na mitega mera pyaar
Duniya saari chahe mit jaaye
Kabhi na mitega mera pyaar
Duniya saari chahe mit jaaye
Kabhi na mitega mera pyaar


Har rang mein main tujhko
Chahata rahunga sanam
Jaan bhi de dunga
Tere liye teri kasam
Tu pyaar hain tu hi yaar ahi
Tere pyaar par aitbaar hain
Kabhi na mitega mera pyaar
Duniya saari chahe mit jaaye
Kabhi na mitega mera pyaar


Ban jaye tu mere
Karta raha main duaa
Pyaar banane wale ne
Sun li hain meri sada
Mera dil ruba mujhko mil gaya
Na karunga main ab kabhi duaa
Kabhi na mitega mera pyaar
Duniya saari chahe mit jaaye
Kabhi na mitega mera pyaar
Duniya saari chahe mit jaaye
Kabhi na mitega mera pyaar.