Kabhi na kabhi song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 06 Sep 1996.
Mile jab se sajan tose nain hai
Piya tab se hi hum bechain hai
Mile jab se sajan tose nain hai
Piya tab se hi hum bechain hai
Dil kho gaya tera ho gaya
Dil kho gaya tera ho gaya janam
Jane jigar mujhse bachke kaha jayega
Kabhi na kabhi jana
Hamara bhi jamana ayega
Mere dilbar tu doda chala ayega
Kabhi na kabhi jana,
Kabhi na kabhi jana


Mera dil ek mandir hai piya
Diya prem ka maine jala liya
Mera dil ek mandir hai piya
Diya prem ka maine jala liya
Mujhe pyar kar swikar kar
Mujhe pyar kar swikar kar sajna
Banja tu mera to jeevan savar jayega
Kabhi na kabhi jana
Hamara bhi jamana ayega
Mere dilbar tu doda chala ayega
Kabhi na kabhi jana,
Kabhi na kabhi jana


Mai hu dhadkan tu meri zindagi
Tu hai ek samunder mai nadi
Mai hu dhadkan tu meri zindagi
Tu hai ek samunder mai nadi
Lagja gale mera dil jale
Lagja gale mera dil jale chaliya
Jogi tu jogan ko
Kab tak yu tadpayega
Kabhi na kabhi jana
Hamara bhi jamana ayega
Mere dilbar tu doda chala ayega
Kabhi na kabhi jana
Kabhi na kabhi jana.