Kabhi Khushi Kabhi Gham Lyrics - Aarif Khan | Arif Khan
in Albums
Watch the Video
Song Information
Kabhi khushi kabhi gham song is from Ek Chehra Gulab Jaisa (2000) and it is sung by Arif Khan.It stars and Aarif Khan in leading roles. This song is penned by Nazar Kanpuri, Shagufta Ghazal and composed by Arif Khan. This song was released on 15 Nov 2000.
Lyrics
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Jise bhulaye huye
Ek umra beet gayi
Jise bhulaye huye
Ek umra beet gayi
Jise bhulaye huye
Ek umra beet gayi
Usi ke aaj bhi mujhko
Salaam aate hai
Usi ke aaj bhi mujhko
Salaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Hamare peene ka
Andaaz hi neerala hai
Hamare peene ka
Andaaz hi neerala hai
Hamare peene ka
Andaaz hi neerala hai
Hamare paas ke
Aankhon ke jaam aate hai
Hamare paas ke
Aankhon ke jaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Andhera chhaya to saye
Ne saath chhod diya
Andhera chhaya to saye
Ne saath chhod diya
Andhera chhaya to saye
Ne saath chhod diya
Suna hai waqt pe apne
Hi kaam aate hai
Suna hai waqt pe apne
Hi kaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kisi ki yaad ke lamhein
Hamare dil ki taraf
Kisi ki yaad ke lamhein
Hamare dil ki taraf
Kisi ki yaad ke lamhein
Hamare dil ki taraf
Ibadato ke liye subaho
Shaam aate hai
Ibadato ke liye subaho
Shaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Jo rang bharte hain ulfat
Ki dastan mein nazar
Jo rang bharte hain ulfat
Ki dastan mein nazar
Jo rang bharte hain ulfat
Ki dastan mein nazar
Shagufat unhi ke mishalo
Mein naam aate hai
Shagufat unhi ke mishalo
Mein naam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kisi ke ishq mein kya
Kya makaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai
Kabhi khushi kabhi
Gham ke payaam aate hai.