Kabhi kaha na kisi se song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se


Duaan bahaar ki maangi
To itane phool khile
Duaan bahaar ki maangi
To itane phool khile
Kahin jagaah na mili
Mere aashiyane ko
Kahin jagaah na mili
Mere aashiyane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se


Suna hai gair ki mehfil
Mein tum na jaaoge
Suna hai gair ki mehfil
Mein tum na jaaoge
Kaho toh aaj sajha
Loon gareebkhane ko
Kaho toh aaj sajha
Loon gareebkhane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se


Dagaah ke kabra mein sab
Chal diye duaan na salaam
Dagaah ke kabra mein sab
Chal diye duaan na salaam
Zara si der mein ye kya
Ho gaya zamane ko
Zara si der mein ye kya
Ho gaya zamane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se


Kamal zara bhi nahi tum
Ko khofe rushwaai
Kamal zara bhi nahi tum
Ko khofe rushwaai
Chale ho chandani shab
Mein tumhe manane ko
Chale ho chandani shab
Mein tumhe manane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se.