Kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 05 Jan 2009.
Kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein
Kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein
Kabhi kabhi tu intazaar kare aur
Tu intazaar kare aur bhul jaaon main
Kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein
Kabhi kabhi


Samandaro mein pahoch kar fareb mat dena
Samandaro mein pahoch kar fareb mat dena
Agar kahaun agar kahaun
Agar kahaun to kinaare pe dub jaaon main
Agar kahaun to kinaare pe dub jaaon main
Tu intazaar kare aur
Tu intazaar kare aur bhul jaaon main
Kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein
Kabhi kabhi


Teri gali ki hawa bhi sharab jaisi hain
Teri gali ki hawa bhi sharab jaisi hain
Peeye bageir peeye bageir
Peeye bageir bhi guzaru to ladkhadaun main
Peeye bageir bhi guzaru to ladkhadaun main
Kabhi kabhi


Yahin adda to mohabbat ki cheez hain qaisar
Yahin adda to mohabbat ki cheez hain qaisar
Woh jaan bujh woh jaan bujh
Woh jaan bujh ke rutha rahe manaun main
Woh jaan bujh ke rutha rahe manaun main
Tu intazaar kare aur
Tu intazaar kare aur bhul jaaon main
Kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein
Kabhi kabhi..kabhi kabhi…kabhi kabhi.