Kabhi Jhooth Ko Sach Lyrics - Altaf Raja
in Albums
Watch the Video
Song Information
Kabhi jhooth ko sach song is from Dil Diya Dard Liya (2010) and it is sung by Altaf Raja.It stars and Altaf Raja in leading roles. This song is penned by Altaf Raja and composed by Altaf Raja. This song was released on 10 Feb 2010.
Lyrics
Kabhi jhooth ko sach bana kar dikha do
Mere dil me tasreef laa kar dikha do
Kabhi jhooth ko sach bana kar dikha do
Mere dil me tasreef laa kar dikha do
Kabhi jhooth ko sach bana kar dikha do
Mere dil me tasreef laa kar dikha do
Charag-e wafaa tum jala kar dikha do
Mere dil me tasreef laa kar dikha do
Kabhi jhooth ko sach
Naa andaaz aisa baharo me paaya
Naa tumko khi chaand taaro me paaya
Zindagi ki hasinn ankho me
Aasmaani sa ek khwaab ho tum
Dekh lo puchh kar sitaaro se
Husnn ho ya ki mahtaab ho tum
Naa andaaz aisa baharo me paaya
Naa tumko khi chaand taaro me paaya
Naa tumko khi chaand taaro me paaya
Mujhe tumne kaisa deewana banaya
Achanak kabhi tum aakr dikha tum
Mere dil me tasreef laa kar dikha do
Kabhi jhooth ko sach
Tumhe dhudhte dhudhte kho gaye hai
Zamaane se hum bekhabar ho gye hai
Ishq jab tak naa kar sake ruswa
Aadmi kaam ka nahi hota
Ab to ye bhi naa raha ehsaas
Dard hota hai ya nahi hota
Tumhe dhudhte dhudhte kho gaye hai
Zamaane se hum bekhabar hogye hai
Zamaane se hum bekhabar hogye hai
Tumhe yaad karte hue so gaye hai
Taraana mohabbat ka gaa kar dikha do
Mere dil me tasreef laa kar dikha do
Kabhi jhut ko sach.