Kabhi bole haan song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Satish Khanna. This song was released on 01 Jan 1985.
Ek to nasha bhar pur bhang ka
Duja tu mere pas hai shabhas
Kisi jat ne bhujhe bujhaye
Man mein jagi vo pyas
Is pthar dil se thakara ke
Kuch samjhe na
Main tang aa gayi
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama


Vo mujhko ko samjhe diwana
Diwani ko kya samjhana
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha


Bada bhav khata hai
Kitna akadta hai
Bada bhav khata hai
Kitna akadta hai
Chhoti chhoti bato
Par din rat ladta hai
Aa vo aate jate
Kyu hamse uljhti hai
Vo aate jate kyu
Hamse uljhti hai
Kya jane apne ko vo
Kya samjhti hai
Jo samjhana tha vo sajha ke
Kuch samjhe na
Main to aa gayi
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha


Is pthar dil se thakara ke
Kuch samjhe na
Main tang aa gayi
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kabhi bole ha kabhi na
Kya karu rama
Kya karu, kya karu rama.

More songs from Kali Basti (1985)