LyricsTashan

Kabhi Bandhan Juda Liya Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam | Salman Khan | Aishwarya Rai | Shahrukh Khan | Sonu Nigam | Sapna Awasthi

in Movies

Watch the Video

Song Information

Kabhi bandhan juda liya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. C. Bokadia. This song was released on 24 May 2002.

Lyrics

Part 1 [Male Version by Sonu Nigam]:

Humne tumse tumne hamara rishta joda gham se
Ek wafaa ke siwa kaun si khata hui thi humse

Kabhi daaman chhuda liya

Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re.. kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O saathi re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Baat kuchh samajh na aayi
Kami kya hum mein paayi aa...
Ek tarfa yeh muhobbat
Hami ne sirf nibhaai
Jaam chahat ka de kar
Zehar nafrat ka pila diya
Jaam chahat ka de kar
Zehar nafrat ka pila diya
Zehar nafrat ka pila diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O saathi re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Umra bhar so na sakenge
Kisi ke ho na sakenge aa...
Ajnabi tum ho jao
Gair hum ho na sakenge
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Tumne apnon ko bhula diya
O.. apnon ko bhula diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O saathi re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam aa..
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Chand lamhon mein mita diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O saathi re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re.. kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

[O mitwa re..
Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya] x 3

O mitwa re..

Part 2 [By Sonu Nigam & Sapna Awasthi]:

Humne tumse tumne hamara rishta joda gham se
Ek wafaa ke siwa kaun si khata hui thi humse

Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya

Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re.. kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O mitwa re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Meri yaadon mein tum ho
Meri saanson mein tum ho.. aa..
Magar tum jaane kaisi
Galatfehmi mein ghum ho
Tumhaare ghar ko mandir
Devta tumko bana liya
Tumhaare ghar ko mandir
Devta tumko bana liya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O mitwa re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Aa...

Umra bhar so na sakenge
Kisi ke ho na sakenge aa...
Ajnabi tum ho jao
Gair hum ho na sakenge
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Tumne apnon ko bhula diya
O.. apnon ko bhula diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O saathi re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam aa..
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Chand lamhon mein mita diya
Tere waade, woh iraade
Tere waade, woh iraade
O saathi re.. sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re.. kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya

[O mitwa re..
Kaisa sila diya
Yeh wafaa ka kaisa sila diya] x 3

O mitwa re..

Related Songs

More songs from Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
More songs of Salman Khan
More songs of Aishwarya Rai
More songs of Shahrukh Khan
More songs of Sonu Nigam
More songs of Sapna Awasthi