kaaNTon se khiinch ke ye aaNchal Lyrics - Waheeda Rehman | Dev Anand | Lata Mangeshkar
1965
Lyrics
kaanton se khiinch ke ye aanchal
tod ke bandhan baandhe paayal
koii na roko dil kii udaan ko
dil vo chalaa ha ha haa haa haa haa
(aaj phir jiine kii tamannaa hai
aaj phir marane kaa iraadaa hai) - 2
kal ke andheron se nikal ke
dekhaa hai aankhen malake malake
phuul hii phuul zindagii bahaar hai
tay kar liyaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine
main huun khumaar yaa tuufaan huun
koii bataae main kahaan huun
dar hai safar men kahiin kho na jaauun main
rastaa nayaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine
tod ke bandhan baandhe paayal
koii na roko dil kii udaan ko
dil vo chalaa ha ha haa haa haa haa
(aaj phir jiine kii tamannaa hai
aaj phir marane kaa iraadaa hai) - 2
kal ke andheron se nikal ke
dekhaa hai aankhen malake malake
phuul hii phuul zindagii bahaar hai
tay kar liyaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine
main huun khumaar yaa tuufaan huun
koii bataae main kahaan huun
dar hai safar men kahiin kho na jaauun main
rastaa nayaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine