Kaamil song is sung by . Record label of this song is Munawar Faruqui. This song is penned by and composed by . This song was released on 22 Jun 2022.
Rap and Lyrics: Munawar
Music: Shawie
Mix Master: DRJ Sohail
Visuals: Hardhik Ranavshe
DOP: Prathamesh Date
Yeah Yeah Yeah


Teri Yaad Dilaye Tera Chehra Dikhaye
Aisi Likh Doon Ghazal Main Koyi
Main Soya Ek Chain Ki Neend Se
Ab Uthna Nahi Hai
Mera Sapna Badle Na Koyi


Tu Ho Sake Toh Aaye Kabhi
Aye Kabhi Aaye Abhi Aaye
Meri Aankhon Mein Tu Thehre Toh Sahi
Toh Din Ban Jaaye Ho Samandar
Mann Mera Uchhle Magan
Jaise Lehrein Ho Koyi


Teri Hasrat Jo Maine Ki
Ishq Hua Hai Pehle Bhi
Par Din Dugna Behtar Lage
Aisa Hua Pehle Kabhi No


Soh-Batt Joh Pehle Thi
I Like The Way You Picture Me
Teri Hansi Zeenat Teri
Tasveeron Mein No Filter Please


Dua Hai Tu Reh Hifazat
Sang Mere Humesha Hi
Hua Hai Beete Relationship Mein
Na Khush Dono Hi


Meri Khamoshi Kehti
Kya Tu Bhi Bole Ishaaron Mein
Khwahish Kalandar Ki Leti
Panaah Teri Hi Aankhon Mein


Haan Yaad Dilaye Tera Chehra Dikhaye
Mera Sab Kuchh Lagta Tu Hi
Tu Ho Rahi Bechain Dilon Mein
Meri Nazam Wahi Hai
Mera Qaafiya Radeef Bhi Tu Hi


Tu Ho Sake Toh Aaye
Bann Hawayein Chhoo Ke Jaaye
Hum Yahan Hai Meri Baahon Mein
Tu Thehre Toh Sahi


Yeh Mushkile Bhi Kya Hai
Muskuraye Humnava Hai Mere Saaye
Mere Mann Mein Andhere Na Koyi Koyi


Ishq Kehte Jise Falsafe Mein
Humein Sab Pata Hai Janam
Mera Best Day Hai Teri Hasraton Mein
Tujhe Kya Pata Hai Janam


Rabb Thak Gaya Hai
Meri Arziyan Bhi Sunke Likhe Yeh Aamad
Tera Itr Bhi Hai Kuchh Keh Raha
Mujhe De Raha Ijazat


Na Silah Mangta Duniya Se
Jo Kar Loon Mein Tumko Haasil
Humnava Yahan Hai Kaafi
Par Tu Hi Lagta Hai Kaabil


Main Toh Kar Raha Ibaadat
Tujhko Rakhe Hifazat
Tu Shaamil Hai Mujhme Aisi
Karti Tu Zindagi Kaamil


Teri Yaad Dilaye Tera Chehra Dikhaye
Aisi Likh Doon Ghazal Main Koyi
Main Soya Ek Chain Ki Neend Se
Ab Uthna Nahi Hai
Mera Sapna Badle Na Koyi


Tu Ho Sake Toh Aaye Kabhi
Aye Kabhi Aaye Abhi Aaye
Meri Aankhon Mein Tu Thehre Toh Sahi
Toh Din Bann Jaaye Ho Samandar
Mann Mera Uchhle Magan
Jaise Lehrein Ho Koyi


Tu Karti Zid Hai
Main Din Deta Hoon Ginke
Yeh Dooriyan Bhi Sin Hai
Yeh Imtihaan Hai Phir Se


Bismil Yeh Pal Hai
Tu Hi Mera Safar Hai
Tu Kar Yakeen Mera
Teri Khushi Manzil Hai


Haan Yaad Dilaye
Mera Sab Kuch Lagta Tu Hi
Mera Kafiya Radeef Bhi Tu Hi