Kaafi Nahi Hai Chaand Lyrics - Vir Das | Kangna Ranaut | Piyush Mishra | Asha Bhosle
2014
Lyrics
Ha.. ha ha..
Aankhein taras rahin hain tumhare liye abhi
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Hum tanha beqaraar nahi intezar mein..
Intezar.. mein..
Yeh raat bhi ruki hai tumhare liye.. abhi
Kaafi nahi hai chaand humare liye abhi
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Hum tanha beqaraar nahi intezar mein..
Intezar.. mein..
Yeh raat bhi ruki hai tumhare liye.. abhi
Kaafi nahi hai chaand humare liye abhi
Ja ke soye, soye jaage
Manzar hain sab yeh khwaab ke..
Ho... puchho aake hmm.. muskura ke
Dil mein hoon kya kya daab ke
Badmashiyan be-hisab
Angdaayian be-hijab
Bebaak jazbaat hain saare aaha ha
Manzar hain sab yeh khwaab ke..
Ho... puchho aake hmm.. muskura ke
Dil mein hoon kya kya daab ke
Badmashiyan be-hisab
Angdaayian be-hijab
Bebaak jazbaat hain saare aaha ha
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Intejar.. mein..
Bechain har koi hai tumhare liye abhi
Kaafi nahin hai chand humare liye abhi
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Intejar.. mein..
Bechain har koi hai tumhare liye abhi
Kaafi nahin hai chand humare liye abhi
Saansein meri ab hain teri
Madhoshiyon ki qaid mein haan..
Hai jo taari be-qarari
Jaane kahan jaake thame
Sholon pe karke safar
Khushboo se ho kar badar
Olon mein lipte tthe sharare.. aaha oho..
Madhoshiyon ki qaid mein haan..
Hai jo taari be-qarari
Jaane kahan jaake thame
Sholon pe karke safar
Khushboo se ho kar badar
Olon mein lipte tthe sharare.. aaha oho..
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Intezar.. mein..
Badmast waqt bhi hai tumhare liye abhi
Ha ha ha kaafi nahi hai chaand humare liye abhi
Hum tanha be-qarar nahi intezar mein..
Intezar.. mein..
Badmast waqt bhi hai tumhare liye abhi
Ha ha ha kaafi nahi hai chaand humare liye abhi