Kaabil-E-Tareef Lyrics - Lekka | Gurnazar
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
Kaabil-e-tareef song is sung by Lekka and Gurnazar. This song is penned by Gurnazar and composed by Gaurav. This song was released on 11 Mar 2021.
Watch and listen to this unforgettable melody by Lekka & Gurnazar that'll make you say its quite Kaabil-E-Tareef!
Mix/Master - Gurjinder Guri & Akash Bambar
Guitars - Shomu Seal
Flute - Ravi Singh
Director - Nitish Raizada
Lyrics
Jinni vaari tainu vekhan
Bas vekhi jaan da dil karda ae
Bas tere baare soch soch ke hi sohneya
Mera din langhda ae
I know apne chehre pe hi
Sun-na apni hi taareefein
Lagta hai thoda sa ajeeb
Teri har cheez hai kaabil-e-tareef
Kaabil-e-tareef hai teri har cheez
Teri har cheez hai kaabil-e-tareef
Ab khud hi bata do ji ilaaj tumhara
Hum to ban chuke hain aapke mareez
Kaabil-e-tareef hai teri har cheez
Teri har cheez hai kaabil-e-tareef
Kaabil-e-tareef hai teri har cheez
Teri har cheez hai kaabil-e-tareef
Ho hamare liye to
Ji yeh bhi badi baat hai
Mauka mila hai
Aur hum tumhare sath hain
Arre humse acche laakhon
Mil sakte hain aapko
Aapko thukrayein
Humari kya aukaat
Itne pyar se jo tumne
Humko pyar kar liya Nazar ji
Ban gaye hain aapke mureed
Kaabil-e-tareef hai teri har cheez
Teri har cheez hai kaabil-e-tareef
Kaabil-e-tareef hai teri har cheez
Teri har cheez hai kaabil-e-tareef