Kaa Janu Mai Sajaniya, Chamakegee Kab Chandaniya Lyrics - Hum Paanch | Deepti Naval | Mithun Chakraborty | Amit Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kaa janu mai sajaniya, chamakegee kab chandaniya song is from Hum Paanch (1981) and it is sung by Amit Kumar and Lata Mangeshkar.It stars Deepti Naval and Mithun Chakraborty in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 27 Nov 1980.
Lyrics
ka janu main sajaniya
ka janu
ka janu main sajaniya
chamkegi kab chandniya
ghar me garib ke
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta, chand dekh le
uthayi le ghunghta, chand dekh le
ka janu main sajaniya
chamkegi kab chandniya
ghar me garib ke
uthayi le ghunghta, chand dekh le
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta, chand dekh le
kash mere paas hoti dharti
phir main tujhe pyar nahi karti
dharti se paida hota sona
bikta nahi dil ka yeh khilauna
ye muft ka hai sauda
paise se nahi hota
hota hai pyar se
milayi le nainva
milayi le nainva
milayi le nainva
pyar tol le
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta, chand dekh le
tod ke diwar hum milenge
tod ke diwar hum milenge
pyar ke ye phul kab khilenge
main hu yaha tu hai kahan khoya
main hu yaha tu hai kahan khoya
main kayi raato se nahi soya
hansta hai ye zamana
main ho gaya diwana
kahte hain log ye
bulayi le vaidh ko
bulayi le vaidh ko
bulayi le vaidh ko
rog puch le
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta, chand dekh le
du main tujhe bol kya nishani
tera pyar meri jindgani
tera pyar meri jindgani
jo bhi tujhe chahiye bata de
baiyo ke haar pahna de
baiyo ke haar pahna de
kyun dur khada aise
kat ke padi ho jaise
dori patang se
udayi le patang ko
udayi le patang ko
udayi le patang ko, dor jod ke
udayi le patang ko, dor jod ke
ka janu main sajaniya
chamkegi kab chandniya
ghar me garib ke
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta
uthayi le ghunghta, chand dekh le
uthayi le ghunghta, chand dekh le