K tere bin chain na song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ho rab jo mana kare to
rab jo mana kare to
rab jo mana kare to
main rab ko bhul jaau
rab jo mana kare to
main rab ko bhul jaau
ke tere bin tere bin tere bin
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
rab jo mana kare to
rab jo mana kare to
main rab ko bhul jaau
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau

sari kaaynat ko main
tere liye chhod du
chahato ki chadar main banake
tujhe odh lu
o sari kaaynat ko main
tere liye chhod du
chahato ki chadar main banake
tujhe odh lu
bas tu hi tu mere nas nas me
main tod du ab sari rasme
bas tu hi tu mere nas nas me
tujhe kaise main bhulau
ke tere bin tere bin tere bin
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau

tu hi aaftab mera, tu hi mahtab hai
tu hi haqiqat meri, tu hi mera khab hai
o tu hi aaftab mera, tu hi mahtab hai
tu hi haqiqat meri, tu hi mera khab hai
main sab kuch tujhpe waar diya
tujhe jaan se jyada pyar kiya
main sab kuch tujhpe waar diya
bas tujhko hi main chahu
ke tere bin tere bin tere bin
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
rab jo mana kare to
rab jo mana kare to
main rab ko bhul jaau
ke tere bin tere bin tere bin
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
ke tere bin tere bin tere bin
tere bin chain na paau
tere bin tere bin tere bin
chain na paau, chain na paau