Julm Ho Gaya Re Julam Ho Gaya ( Ujade Hue Gulshan) Lyrics - Raaj Tilak | Dharmendra | Sadhana Sargam | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Julm ho gaya re julam ho gaya ( ujade hue gulshan) song is from Raaj Tilak (1984) and it is sung by Sadhana Sargam, Kishore Kumar and Alka Yagnik.It stars and Dharmendra in leading roles. This song is penned by Verma Malik and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Anil Suri. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
maja aa gya maja aa gaya
ujde hue gulshan me dekho
kaliya khil gayi
ek ko chahte the hum
aur do do mil gayi
haye haye subedar ji
haye haye subedar ji
gazab ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya
ye aashik hai jo band
ye aashik hai jo band
kare mujhko pasand
are na na na kare mujhko pasand
tere hote hue tere hote hue
kitna sitam ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya
ye rehana ye sultana
ye rehana sultana
mare kas ke nishana
mujhe karke diwana
kare upar se bahana
tere hote hue
tere hote hue
kitna sitam ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya
o meri chadit umariya pe
iski najariya ha iski najariya
ye ghur ghur dekhe
meri patli kamariya
ha patli kamariya
tu bahar isko lade
maja isko chakhade
ye ghar na baja bat
aisi saja de
ha aisi saja de
tum dono ho jawa
tum dono ho jawa
aur mai bhi jawa
tumhe chhod ke yaha
mai jaunga kaha
bolo jaunga kaha
teri tirchi najar teir patli kamar
teri tirchi najar teir patli kamar
tere dil pe asar dil jayega kidhar
tere chehre ki chamak
tere hotho ki mahak
chudi chudi ki khanak
dil aaye hai khanak
tere hote hue
tere hote hue
ye kitna besharam ho gaya
julm ho gaya re julm ho gaya
gazab ho gaya
re julm ho gaya
mai hu bachre ki haar
mujhse rahna dur dur
mujhse rahna dur dur
ho ye jawani char din ki
karo na yu garur
ha karo na yu garur
mere mathe ka kasur
kar dungi chur chur
kar dungi chur chur
mujhe sab hai manzur
lekin rahna nahi dur
haha rahna nahi dur
do dulhaniya aur ek hai balam
do dulhaniya aur ek hai balam
acha mauka mila hai sanam
are nachenge are gayenge
jhumenge jayenge