( Arijit Singh )
Raajhan dhoondan main chaliya, Raajhan mileya naa ye.. Jigra vichh agan lagaa ke Rabba Lakeera vichh likhdi judaai ..
( Rekha Bhardwaj )
Kho gaya, gum ho gaya Waqt se churaya tha jo, Apna banaya tha Ho tera, woh mera Saath nibhaya tha jo, Apna banaya tha
( Arijit Singh )
Chadariya, jeeni re jeeni Chadariya, jeeni re jeeni Aankhein, bheeni ye, bheeni ye, bheeni Yaadein, jheeni re, jheeni re, jheeni
Chadariya jeeni re jeeni Chadariya jeeni re jeeni Hai aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni Yaadein jheeni re jheeni re jheeni
( Rekha Bhardwaj )
Aissa bhi kya milna, Saath ho ke tanha Aissi kyun saza humne hai paayi Raanjhna ve, phir se mujhe jeena
Tujhpe hai marna,
Phir se dil ne di hai ye duhaai Saajna ve, lakeeron pe likh di kyun judaai
( Arijit Singh )
Gair sa huya khud se bhi, Na koi mera Dard se kar le chal yaari, Dil ye keh raha Kholun jo baahein, Bas ghum ye simat rahe hai Aankhon ke aage, Lamhe ye kyun ghat rahe hai Jaane kaise koi chahta judaai yaan
( Rekha Bhardwaj )
Chadariya, jeeni re jeeni Chadariya, jeeni re jeeni Aankhein, bheeni ye, bheeni ye, bheeni Yaadein, jheeni re, jheeni re, jheeni
( Arijit Singh )
Chadariya jeeni re jeeni Chadariya jeeni re jeeni Phir aankhein, bheeni ye, bheeni ye, bheeni Yaadein, jheeni re, jheeni re, jheeni
( Rekha Bhardwaj )
Raajhan dhoondan main chaliya, Raajhan mileya naa ye Jigra vich agan lagaa ke Rabba, lakeera vich likhdi judaai