Jiya edm mix song is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 10 Nov 2019.
Jiya. main na jiya

Reza reza. mera jiya

Jiya. main na jiya

Reza reza. mera jiya

Main begaana sa

Tha deewana sa

Mujhko teri chaahat mein basa diya.

Jiya. main na jiya

Jiya. main na jiya

Jiya. Ha main na jiya.

Ho likhun hawaaon pe main

Nainon se naam tera

Ho saaye se main haathon ke

Saaya lun thaam tera

Ishq ka tu hai Raf

Jiske chaaron taraf

Meri baahon ke ghere ka bane haashiyan

Jiya. main na jiya.

Reza Reza. mera jiya

Jiya. main na jiya

Main na jiya...

Naina, firozi Nehar

Khwaabon ke paan mein ghar

Ho aise hoon main tere bin

Sehra ki jaise sehar

Saans mein tu bhare

Do jahaan se pare

Aake tujhse milun main

Mere sathiyaa.

Jiya. main na jiya

Reza Reza. mera jiya

Jiya. main na jiya

Main na jiya...