Jine tha humse kabhi song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Bali, Lokesh Bali. This song was released on 01 Jan 2001.
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Wo aaj pehalu mein baithe
Hain ajanabi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Wo aaj pehalu mein baithe
Hain ajanabi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah


Nazar nazar se hume
Chhuke muskaraate hain
Nazar nazar se hume
Chhuke muskaraate hain
Karib aate nahin na
Humein bulaate hain
Guzar raha hai har ik
Lamha ik sadi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Wo aaj pehalu mein baithe
Hain ajanabi ki tarah
Jinhe tha hamase
Kabhi pyaar zindagi ki tarah


Wo humsafar kya huye jo
Safar mein chhod gaye
Wo humsafar kya huye jo
Safar mein chhod gaye
Bina kasoor mohabbat
Ke rishte tod gaye
Lagaya dil bhi unhonne
To dillagi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Wo aaj pehalu mein baithe
Hain ajanabi ki tarah
Jinhe tha hamase kabhi
Pyaar zindagi ki tarah
Pyaar zindagi ki tarah
Pyaar zindagi ki tarah.